Airtel Me Free Internet Kaise Use Kare April 2016


 


hello dosto aaj mai apke liye april 2016 ki free internet trick lekar aaya hu. is trick ke jariye aap apne airtel sim card me high speed internet free me use kar skte ho. iske liye aapko ek bhi paisa kharch karne ki jarurat nahi hai. aap bilkul free me internet ka maza le paoge.  Agar bat internet use karne ki ki jaye toh airtel ka duniya me sabse pahle naam aata hai. kyoki airtel poore world me sabse largest network hai. Vese toh aapne airtel me bohat si free internet tricks use ki hogi lekin jyadatar tricks me speed nahi milteihai

lekin aaj mai apko jo trick bataunga is tricks se aap kabhi bhi free internet ka use high speed me kar skte hai. maine apni pichli post me bhi bataya tha ki airtel me free internet kaise use kare. is trick me aap only opera mini app use kar skte the aur maine aapkoidea me free internet kaise chalaye ye trick bhi batai thi jo jyadatar har state me work kar rahi hai.

is trick me free internet ke liye aapko Troid Vpn app apne android phone me install karni hogi. jyadatar free internet ka use ham proxy servers se hi kar pate hai. toh sabse pahle ham ye jan lete hai ki proxy server hoti kya hai.

Proxy Servers Kya Hote Hai

Proxy ek tarah ka code hota hai. proxy ke jariye ham apne phone me internet use kar pate hai. jab ham apne phone me internet use karte hai toh proxy server automatic ban jate hai. isi ko ham APN kahte hai. Agar hamari proxy code koi dusra user apne phone me set kar le toh uska internet hamare phone se  connect ho jata hai. is tarike se ham jiske chahe use apn se free internet use kar skte hai.

 

free internet use karne ke liye hame vpn applications ki jarurat padti hai. in application ki madad se ham proxy servers se connect ho jate hai. lekin kuch vpn aise hote hai jinse hame speed bohat kam milti hai. lekin aaj mai apko ek aisa vpn bataunga jisse aapko high speed milegi hai. 3G 4G aap koi bhi tarah ka internet use kar stke ho. lekin internet ko free use karne ki kuch limit bhi hoti hai. aap ek din me 100-200 Mb tak free internet use kar skte ho. agar aapne jyada free internet use kiya toh apki sim block bhi ho skti hai. isliye aap kewal limit me rahkar hi internet ka use kare



 

  • Airtel Sim Card 2G, 3G, 4G

  • Balance 0

  • Troid Vpn Application

  • Free Proxy Servers


Troid Vpn Se Free Internet Kaise Use Kare

 

1. Sabse pahle aap google play store ya fir yaha se troid vpn install kare

 

2. Ab troid vpn ko open kare aurAdvance settings ko open kare




3.  isme aapko proxy host ki jagah51.254.103.206 enter kare. aur proxy port ki me 3128 enter kare. aap neeche ki picture me dekhkar sare code set kare.



4. Ab aap home par aa jaye aur udp ki jagah tcp select kare aur L-Port me 443 R-Port 0 set kare aur connect par click kare

 

5. Ab  aapka free internet connect ho jayega. isse aap kuch bhi badi asani se use kar skte ho wo bhi bilkul free me.

 

Note- aap jyada free me internet use na kare aap daily 100 ya 200 mb hi use kare. agar apne jyada free me internet use kar liya toh aap apni sim me kafi dino tak free internet ka maza nahi le skte ho.

 

Post a Comment

0 Comments