Computer Ya Laptop Format Kaise Kare Puri Jankari In Hindi

Hello Dosto, Aaj ke is post me hum aap logo ko ye batayenge ki Computer ya laptop format kaise kare. Aaj ke is zamaane me computer to sab log use kar rahe hai. Kai baar aesa hota hai ki humara computer me jyada virus hone ki wajah se computer hang hone lagta hai aur ki Pc speed kam ho jati hai. Aese time me humein computer ko format karna padta hai. Aaj ke fast internet yug sabhi prakar ki jankari hona bahut jaruri hai. Aap logo ko ye puri post padhne ke baad pata chal jayega ki Computer ya laptop ko kaise format karte hai. Bas aapko is post ko achhi tarah se read kare aur yad rakhe taki aap log apne computer ko khud format kar sake.

Also Read :- Windows Ke Liye USB Pendrive Ko Kaise Bootable Pendrive Banaye

Computer Laptop Format Kaise Kare

Computer Ya Laptop Format Kaise Kare? How to Format Computer?


Computer Format

Ek safal career ke liye computer ya laptop hona jaruri hai.Computer ko format karna mobile format karna jaisa aasan nahi hai. Pehle to aapko koi bhi computer ya laptop format karne ke liye Bootable Disq ki jarurat hoti hai.Aap directly computer ke C drive ko format nahi
kar sakte.Aapke pas window 7,8, ya 10 ki bootable disq tab hi aap computer boot ya format kar sakte hai.Computer format karne ke baad sabhi process puri hone tak bootable disq ki jarurat hoti hai. Aapke pas computer format karne ki CD tab hi aap computer ko format kar
sakte hai, aapke pass nahi hai to aap internet se bhi download kar sakte hai. Aap yaha se bhi Download Kar sakte hai.

Windows Operating System Download Click Here

Koi bhi computer ya laptop format karne se pehle apna personal data ka backup jarur bana le. Aap log niche bataye hue step ko follow kijiye.

Step 1. Windows 7 ya 8 ke format disc ko Apne pc me dale aur computer ko Restart kare.

Step 2. Ab jaise hi aapka pc start hota hai us time pe aap keyboard se 3-4 bar Enter key dabaye.   Thodi hi der me aapke samne boot menu dikhai dega. Agar aapke pc me boot menu nahi aata to mai aapko dusra tarika batata hu.

Dusra Options:- Aapka computer restart hokar start hota hai tab aap TAB+12,F10,F8 press kare. Phir CD/DVD boot select kare fir 4 se 5 baar enter dabaye. Ye hone ke baad window is loading file aesa dikhai dega,aur booting process shuru ho jayegi.

Step 3. Language ko choose kare aur next pe click kare. Uske baad Install pe click kar de.

Step 4. Aapke computer/laptop me jo OS support karti hai wo Operating system ko select kare aur next pe click kare.

Step 5. Terms and condition ko pura read karke next button pe click kar de.

Step 6. System partition C drive select kare aur uske bad Drive Option (Advanced) pe click kare.

Step 7. Format options pe click karke format kar de. aur next pe click kijiye.

Step 8. Operating system install hone ke shuru ho jayegi uske baad 100% ho jane ke bad aapka pc auto restart ho jayega.

Step 9. Ab aap apne system ka user name rakh de jo aapko pasand aaye.

Step 10. Ab aapko ask me later pe click karna hai aur time and date ka setting karna hai.

Congratulations! Aapka Computer ya laptop pura format ho chuka hai.

Also Read :- Computer Me Android Apps Kaise Chalaye Hindi Me

Lekin uske baad aapne dekha hoga ki computer screen pe sirf Recycle bin ka hi icon dikhai deta hai. to uske liye mai aapko desktop pe menu ke shortcut lane ki tips batata hu. Sabse pehle aap apne mouse ke right click karke personalization option pe click kijiye. personalization open karke upar change Desktop icon pe click kare.Uske bad shortcuts ko select kare aur ok pe click kar de. Ye sab karne ke baad apne screen pe shortcut aa jayenge.

Last Word :-


To Mitro, Aapko ye post read karne ke baad mai umeed karta hu ki aapko Computer format kaise kare wo samajh me aa gaya hoga. Aapko agar computer format karne me koi problem ho to aap hume comment karke jarur bataye. Aap apne dosto ko bhi ye post social site pe share kare,taki use bhi iske baare me pata chale.

 

Post a Comment

9 Comments

  1. Bhai aap kon sa template use kar rhe ho

    ReplyDelete
  2. Its really amazing blog with very much helpful information, thank you so much for writing this great blog here for us.

    ReplyDelete
  3. I need to input, like a bunch at the same time as I hadn't the benefit of examining everything you had to declare, I couldnt rally round on the contrary elude draw your attention before long. The as if you needed an excellent grasp on the subject bfaadgadgdfc

    ReplyDelete
  4. Nice blog here! Also your website loads up fast! What host are you using? Can I get your affiliate link to your host? I wish my site loaded up as quickly as yours lol febegcfcgbfe

    ReplyDelete
  5. Hello. excellent job. I did not expect this. This is a great story. Thanks! ekdackgbdbdgbddg

    ReplyDelete
  6. venta cialis 5 mg en chile

    http://cialisjqp.com/ - cialis

    cialis cheapcialis barato en el nw uk

    http://cialisnji.com/ - cialis cheap

    cialiscash advance mauldin sc

    http://soloadvance.com/ - pay day loans

    payday express

    ReplyDelete
  7. achat cialis bon pri

    http://cialisverys.com/ - online cialis

    buy cheap cialis

    cialis 15 mg kaufen

    ReplyDelete
  8. only now cialis for woman

    http://cialisjqp.com/ - cialis cheap

    cialis cheapi recommend 5mg cialis online

    http://cialisnji.com/ - cialis cheap

    cialis onlinepayday loans near maywood il

    http://soloadvance.com/ - loans for bad credit

    cash advance

    ReplyDelete