Top 10 Android Antivirus Application List,Best Security App 2017

Aap log apne mobile me internet to use karte hi honge. Online downloading site se koi bhi download karte waqt ye janna jaruri hai ki ye site pe koi virus file to nahi hai.Virus ek prakar ka code hota hai jo humare mobile ke data ko delet karta hai aur iska aapko pata bhi nahi chalta. Isliye dosto apne mobile me virus aane na de, iske liye aapko android antivirus application google play store se download karni hogi. Aaj mai aapko is post me bataunga ki kaise apne android phone ko virus se bachaye.

Also Read :- Unlimited Free Call Karne Ke Liye Top 10 Android Apps

Best Android Antivirus Apps 2017 Google Play Store


Aapke mobile me antivirus ka hona bahut jaruri hai. Aapko google play store me se bahut se aesi Antivirus application milegi jo mobile ko virus se bachayenge. Jiski madad se aapka mobile bilkul safe ho jayega. Virus humare mobile ka data crashed karta hai ya barbad kar deta hai. Sabhi Android user ka sawal hai ki Best Android Antivirus Application konse hai? To chaliye Android ke top security apps ke bare me puri jankari lete hai.

Top 10 Android Antivirus Application List 2017

Mobile Ke Liye Top 10 Android Antivirus Apps 2017


1. Anti-virus Dr.Web Light & Dr.Web Security Space :-


Dr.Web Android Antivirus Application ye mobile ke liye bahut popular app hai. Ye app google play store me 100 million se jyada logo ne download ki hai.Is Antivirus me ke 2 alag alag version ke application hai.

(1)Anti-virus Dr.Web Light aur(2) Dr.Web Security Space. Ye application pehle aapko 15 din ke liye demo version deta hai,aur uske baad aapko ye antivirus use karna hai to aapko iske liye paisa dena padega. All types of malware targeting mobile devices,antivirus for android tv. Iska performance dekhe to express or full file system scans, aur aapke mobile ko puri tarah protech karta hai.

Is app me Full scan, Anti-spam,Anti theft, Cloud Checker, The Security Auditor,Firewall,Remove ransomware lockers ye sab feature aate hai. In products ki price Rs.586 to 1154 hoti hai. ye app aapke mobile ko wanted site ya viruswali site se bachata hai. Android mobile ki security app me dekhe to Dr.Web Antivirus app bahut hi useful software hai. Is application ko download karne ke liye niche di gayi link pe click kare.

Anti-virus Dr.Web Light App Install

Dr.Web Security Space App Install

2. 360 Security-Antivirus Boost :-


360 security Android Antivirus Application sabse jyada popular app hai kyuki ye google play store pe 100 millions se jyada download hui hai. Is application ka bahut achha user review hai. Aapke mobile ke sabhi file ko malware scan karta hai. Isme real time protection, Full scan aur anti theft jaise feature aate hai. Yeh app iske alawa cleaner and booster bhi diya gaya hai.Jiske jariye aap kisi bhi file ka cacth aur junk file clean kar sakte hai.

Isme App lock bhi diya gaya hai jiski madad se aap alag alag app ko lock kar sakte hai, jisse aapke mobile ki security badh jati hai. Ye application background apps, storage,battery aur all files ko optimize karta hai. Ye app aapke mobile se virus, adware aur malware ko delet kar deta hai. Agar aapka android mobile kai gum ho jata hai to aap isme anti theft ki help se mobile ka location trace kar sakte hai aur apne mobile se data delet bhi kar sakte hai. 360 security application ko download karne ke liye niche diye hui link pe click kijiye.

360 Security-Antivirus Boost App Install

3. McAfee Security :-


McAfee Security Antivirus app ye sabse achhi aur famous android security application hai.Ye app aapko spam,virus,malware aur spyware jaise problem hone se bachata hai. Is app ka do version market me available hai. Ek free version aur dusra paid version.iski price hai 29.99$ per year ke liye. ye app google play store me 1 millions se jyada download hui hai.

Is application me kai feature diye gaye hai, jaise ki antivrus. app privacy protection, finde device,antitheft aur performance optimization. Aur isme other faeture dekhe to app lock and protection, call blocker and Sms filter,memory cleanup,battery optimizer. Agar aap is application ko puchase karte ho to aapko phone support,media upload aur ad free app ka feature bhi milega. McAfee Security Antivirus app aapke mobile liye full security protection deta hai, jiski madad se aapka mobile virus aur phishing attack se bach sakta hai. Aap ek bar phir is app ko try kar sakte hai.McAfee Security Antivirus app ko download karne ke liye yaha pe click kariye.

McAfee Security Antivirus App Install

4. Kaspersky Antivirus :-


Kaspersky Antivirus app bhi sabhi antivirus software ki tarah ek achha app hai.Sabhi apps ke tarah ye app bhi mobile me virus aane se rokta hai.Kaspersky Antivirus app ki paid version price 9.99$ hai, aur iska free version bhi available hai. Ye app fake aur malicious jaisi link ko block kar deta hai, jis se aap safely online site se downloading aur browsing kar sakte hai.Kaspersky Antivirus & Security ye app google play store me 10 millions se jyada download hui hai.

Iska user rating aur review bahut achha hai. ye application android ke sabhi version me support karta hai. Kaspersky Antivirus app aapke data ko saf rakhta hai aur virus attack se security provide karta hai. ye app aapke device ko fully scan karta hai. Lock,location,rael time protection,anti phising, cloud protection, aur anti theft jaise feature dekhne ko milta hai.Kaspersky Antivirus app ko download karne ke liye yaha pe click kijiye.

Kaspersky Antivirus App Install

5. AVG Free Antivirus :-


AVG Free Antivirus app ek bahut hi achha mobile security app hai. Is app ko google play store me 100 millions se bhi jyada logo ne download kiya hai. ye antivirus bahot years se pc par bhi antivirus security de raha hai. Ye antivirus aapke mobile ko virus,malware or spyware jaise attack se bachata hai. Is app me aapko Anti theft system,task killer, antivirus database updates,device scanning aur real time protection jaise feature diye jaate hai.

Extra feature me dekhe to battery, storage, aur data usage ko monetize karne ka options deta hai. Iske jariye aap apne mobile phone ko fully control kar sakte hai. Is app me kuch feature purchase karke bhi use kar sakte hai, jaise ki app locking, call and sms blocking etc se aap apna data safe rakh sakte hai. AVG Free Antivirus app aapke mobile ki security ke liye best sabit ho sakta hai. Is application ko download karne ke liye niche di gayi link pe click kare.

AVG Free Antivirus App Install

6. Avast Antivirus :-


Avast Antivirus app ko to sab log jante hai,kyuki ye antivirus pc me bhi security provide kar raha hai. Ye antivrus do version me available hai free aur paid. Ye app play store me 100 millions se jyada download hui hai. Mobile Security & Antivirus app bahut hi popular app sabit hui hai. Ise Top Developer ka options mila hai. iska user review bhi bahut achha diya hai.

Ye application aapko phone full scan,app scan, database updates,anti theft system, firewall jaise isme function diye gaye hai. Aap iska antivirus ka pro version use hai to remote data recovery, geo fencing,remote SMS, aur app lock bhi diya jata hai. Ye bahut hi famous app hai. Ye antivirus aapko charging booster, wifi security scan, firewall, junk file cleaner, ram booster jaise function isme available hai. Agar aap is app ko istemaal karna chahte ho to niche diyi hui link se install karke istemaal kar sakte hai.

Avast Antivirus App Install

7. CM Security :-


CM Security app ye world ke sabse popular app hai.ye application google play store pe 100 millions se bhi jyada download hui hai. ye app security ke sath sath app lock me bhi work karti hai. Google play store pe iska user rating bhi 5 me se 4.7 mila hai. Is se hi aapko pata chal jayega ki ye app kitna powerfull app hai. Iska use karke aap apne mobile ko virus se bacha sakte hai. Is app ko download karne ke liye niche batayi hui link pe click kijiye.

CM Security App Install

8. Mobile Security :-


Mobile security app ye free security app hai. ye app ko play store se kafi logo ne download ki hai. Is app ka google play store pe user rating aur review bhi bahut achha hai.Iska rating 5 me se 4.6 mila hai iska matlab ki ye app bahut badiya hai. Is app ko install karke aapko update karna padega, iske liye aapke mobile internet chalu hona jaruri hai. Mobile security app ko use karne ke liye install link pe click kijiye.

Mobile security App Install

9. CY Security Android Antivirus Application :-


CY Security app bhi kisi bhi antivirus app se kam nahi hai. Cy Security app ko bhi bahut se logo ne play store se download ki hai. Iska user review aur rating bhi bahut achha hai. CY Security application ko aap google play store se free download kar sakte hai. ye app aapke phone ko puri tarah scan karta hai.Is app ko download karne ke liye install link pe click kare.

CY Security App Install

10. Norton Android Antivirus Application:-


Norton mobile security aapke device ko threats,malicious app aur data chori hone se bachata hai. Direct bank se conact karke apna paisa lenewali site ko bhi nortan antivirus block kar deta hai. Ye antivirus aapke mobile ka battery backup ko badhane me madad karta hai. agar aapka mobile kai ghum ho gaya hai ya phir chori ho gaya ho to aap is app ke SMS ke jariye lock kar sakte hai. Nortan antivirus company use karne ke liye 30 days free trial deti hai. Ye app play store me 100 millions se jyada logo ne download ki hai.Is app ko install karne ke liye niche di gayi install link pe click kare.

Norton Android Antivirus App Install

Also Read :- Android Smartphone Ke Liye Auto Call Recording Application 2017

To Dosto, Ye sabhi android antivirus application sabse best aur popular app hai.Aapke mobile ko puri tarah se protect karega. Aap log isme se koi bhi application ko download kar sakte hai. Aaj humne bataya ki kaise android antivirus ko install karke apne mobile ko virus, junk file se bacha sakte hai. To aapne is post me Top 10 Android Antivirus Application List 2017 ke baare me puri jankari prapt ki. Hum aapko isi tarah ki new information dete rahenge. Agar aapko is post se related koi bhi question hai to aap hume comment karke bata sakte hai. Is post ko social site pe apne friend ko jyada se jyada share kare.

 

 

Post a Comment

4 Comments

  1. Hii Nitesh Kumar Apko apni post me ek aur antivirus ko bhi rakhna cahiye. ESET antivirus acha antivirus Hai. mainne iska use bhi kiya hai..

    ReplyDelete
  2. Самые доступные заменители Виагры Неприятности с потенцией в солидном возрасте по статистике испытывает огромное число мужиков, но передовая медицина очень эффективно борется с данной проблемой с помощью Виагры. Виагра сама по себе — великолепный препарат с минимальным спектром побочных эффектов, но ее весомым минусом является большая стоимость. В этой статье мы поговорим о некоторых, наиболее доступных заменителях обычной Виагры:

    Сиалис — это наиболее распространённый заменитель классического препарата для усиления эррекции на российском рынке. Купить данное лекарство а также шпанская мушка отзывы мужчин по низкой цене вы можете на сайте via-sexgra.ru

    Употребляется и дозируется этот сиалис точно так же, как и оригинальная Виагра.

    Известно, что после Сиалиса было создано множество препаратов с аналогичным влиянием на организм. Наиболее совершенным лекарством стала Левитра, что действует на эррекцию намного быстрее, при этом меньше воздействуя на сердечную систему человека. Западные доктора, по результатам последних опросов, начинают все чаще выбирать Левитру вместо дженериков Виагры.

    Шпанская мушка является классным природным афродизиаком со сходным с Сиалисом действием, который подойдет и мужчинам и женщинам. Привлекательной стороной этого препарата считается минимум побочных эффектов, однако стоит он в среднем дороже чем другие лекарства. Все представленные в статье дженерики вы можете заказать через интернет и заказать доставку почтой. Посылка будет на на 100 процентов анонимной, все данные клиентов удаляются моментально после подтверждения доставки.

    ReplyDelete
  3. informative post, Thanks for sharing with us

    ReplyDelete