Free Me Website Ya Blog Kaise Banate hai Hindi Me [With Image]
Hello Dosto, Jab Kabhi App Kuch Acchi Sites Ya Blog Ko Dekhte hai to Apke Man Bhi Kuch Esa Karne Ka Khyal Jarur Aata Hoga ki Hum Kuch Internet Par Apna Kare, Jaise Ki Apna Business Online Laye , Koi Important Guidance , Koi Knowledge Share Karna chahenge To App Free me Site Ya Blog Bana Kar Apki Internet Jagat Me Ek Alag Image Bna Sakte Hai.
Kyu Ye Ab Bilkul Free hai. Apko Pta Bhi Hoga KiOnline Business Ya Online Website Se EarningKe Liye Bahut Raste bhi Hote Hai. Jisse Hum Earning Bhi Acchi Kar Sakte Aur Apna Jo Ek Sapna Hota hai Wo Pura Kar Payenge:
Me Yaha Par Website Banane Ke Bare Me Bataunga Jisse App Earning Aur Khushiya Paa Sakte hai. Jyadatar Log Earning Ke Purpose se Blog Create Karte hai.
Jo Kuch Bhi Ho App Blog Ya Website Free Me bana Sakte hai:
Phele Ye Clear Kar Du ki Website Or Blog Dono Ek Hi Hota hai.
Blogger Par Blog
Kyu Ye Ab Bilkul Free hai. Apko Pta Bhi Hoga KiOnline Business Ya Online Website Se EarningKe Liye Bahut Raste bhi Hote Hai. Jisse Hum Earning Bhi Acchi Kar Sakte Aur Apna Jo Ek Sapna Hota hai Wo Pura Kar Payenge:
Me Yaha Par Website Banane Ke Bare Me Bataunga Jisse App Earning Aur Khushiya Paa Sakte hai. Jyadatar Log Earning Ke Purpose se Blog Create Karte hai.
Jo Kuch Bhi Ho App Blog Ya Website Free Me bana Sakte hai:
Phele Ye Clear Kar Du ki Website Or Blog Dono Ek Hi Hota hai.
Blog Ya Website Banane Ki Full Process:
Dosto Me Apko Bata Du ki Internet Par Blog Banane Ke Liye 2 Acche Platform Hai. Ek hai Blogger Aur Dusra Wordpress Agar App New Hai to me Advice Dunga Ki hum Sabse Phle Blog , Blogger Par Banaye. Ye Saral bhi hai Aur Isse App Experiance Prapt Hoga.
Choose A Best platform for Blogging |
Blogger Par Blog
- Blogger Par Blog Ke Liye Apko Ek Google Ki Email ID Create Karni Hogi. Kyu Ki ye Google ki Ek Service Hi Hai. Agar Apki Email(Gmail) ID Phele Se hi hai To App Blogger.com par jaa Sakte hai. Aur Apna Account Log-in Karna hai.
- Yaha Par Apki Email ID Aur Apna Password Enter Karna Hota Hota hai.
- Uske Bad App Blogger.com ke Dashboard [home page] Par Pahuch jayenge
New Blog Create - Jaisa Ki App Image Me Dekh Sakte hai. New Blog Create karne Ke Liye Waha par New Blog Option Par Click Karna Hai. Aur Uske Bad Ek Form Open Hoga. Jisme Title Me Blog Ka Naam Likhne Ke Bad Apke Blog Adress(myblogname.blogspot.com) Select Karna Hota hai. Jiss Naam Se Apka Blog Hai Usi Se Related Apko Apka Adress Select Karna Hota hai.
Creat New Blog
Aur Us Blog Ke Display Template Bhi Select Karna Hai. Koi Bhi Ek Simple Template use kar Sakte hai.
[ Apko Ye "Blogspot.com" se URL Milega App Koi New Domain Register Karwa Kar Ise Replace (Myblog.com) Kar Sakte hai.]
- Ab Apko "Create Blog" Ya Save Par Click Karna Hai Jisse Apka Blog Taiyar Ho Jayega. Aur App View Blog Par Click karke App Us Blog Ki Template Aur Name Dekh Sakte hai. Aur Apne Content Post Kar Sakte hai.
Content Post Karne Ke Bad Apko SEO Work Karna Hota hai. Jisme Apko Apni Blog ko Search Engine( Google, Yahoo, Bind Etc.) Me Add Karwana Hota hai. Jisse Apke Blog Par Log Aa Sake Aur Information Ya Business Me Apko Help Mil Sakegi.
Agar App New Hai to Ye Post Apke Bahut Kaam Aayega aur Comment Ke Jariye App Kuch SawalBhi Kar Sakte haiAur Share Karna Na Bhule , Apka Ek Share Kisi Ki Help Kar Sakta hai.
Thanks For Reading and All the Best for your Blog
0 Comments