Aapne Tv Serial aur movies dekhate wakt dekha hoga ki bich bich me kai products ki Advertising Ati hai. Isase Tv chanel broadcasting ko paise milate hai. Isi tarah ham bhi apne blog aur website me Advertising karke paise kama sakate hai.
Man lo aapne blog ya website bana li. Lekin blog ya website me ads rakhane ke liye ads kon dega ? Wohi kam adsense ka hai. Adsense Advertising me ham Apana account banate hai. Agar hamara account approval ho jata hai to ham adsense ads ko blog, website, YouTube pe rakh sakate hai. Jab bhi koi visitors ise dekhega, Us pe click karega, Isake badle google adsense hame paise dega. Per Click, per impression pe hamari online earning shuru ho jati hai. Ye Padhe : Blog Banakar Internet Se OnLine Paise Kaise Kamaye
Adsense ki add pane ke liye aapke pas blog aur website honi jaruri hai. Agar ye nahi hai to aapka YouTube pe Account hona jaruri hai. ( YouTube me Aap video Dalkar usake liye bhi adsense Advertising Pa sakate hai.isake bare me ham bad me details se samjenge. )
Adsense Advertising ke liye adsense me account create karna jaruri hai.
Adsense Account banane ke liye kya jaruri hai?
- 1. Gmail account
- 2. Website ya Blog
- 3. Youtube account
Ye Article Aapko padhana jaruri hai
Adsense account kaise banaye?
Google adsense account banane ke liye hame hame step by step Follow kare.
Step : 1
sabse pahle adsense.com site par jaye AurSign Up Now par click kare.
Step : 2
Ab ek new windows khulega.
1. Sing In : Google Account Se Sign In Karna Hai.
2. Dusara Adsense Account Banana Chahte Hai To Click Kare.
(Aapne Sign in Click Kare. Aap Pahle Se Google Me Log In Hai ho to Yes, proceed to google account sign in par click kare.Agar Adsense Ke Liye Dusare Account Se Log In Karna chahate hai to No, create new google account par click kare.)
Step : 3
Ab Naya Page Open Hoga Isame Aapko Sahi Detaile Deni Hai.
1. yahan par aap apni website ka url-Linktype kare.
( Note : Aapki Website Ka Url www.yorwebsite.com Ki Tarh Dalna Hai, Agar Aapke pas Blogger Ka Blog Hai To Aap Blogspot.com Wala Url Nahi Dal Sakate, Iske Liye Aapko Blogger Deshboard Me Jakar Earnings Pe click Kare. Wahan Aapko Adsense Account Create karne Ka Option Mil Jayega. Aapko Step : 3 Follow Nahi Karna Padega.)
2. Url Dalne Ke bad Continue par click kar.
Continue par click karne Se Ek Naya Windows khul Jayega. Isame Aapko Sahi Sahi Details Seni Hai. Kyuki Ye Details Bad Me address verify Kane Ke Liye Kam Aanewali Hai.Is Images Me Miane Example Details Di Hai . Image Click Karke Dekh Le.
- 1. country select kare.
- 2. country time zone set kare. (Auto Select Ho Jayega. Nahi Hota hai to india ke Liye time zone +05:30 )
- 3. Is Option Me Aapka Work option select kare. ( Tex Department Ke Liye Ye Jaruri Hai, Online Earning Ke Kai Rules Hai, Isaliye Adsense Ko Ye Details Deni Padti Hai. )
- 4. Payee Name Likhe. Aapke bank Account Me Jo Name Hai Wo Likhe.
- 5. 6.. yahan Aapka Pura Sahi Postel address Dale.
- 7. City ka Name Likhe..
- 8. Click karke state select kare.
- 9. Pin code enter kare.
- 10. Mobile number enter kare.
( Note : Google Me Mobile No Verify Hono Jaruri Hai. Agae Aapka Number Verify Nahi Hai To Verify Karna Padega. Verify Ke Do Option hai. 1. voice call 2. Massages . Voice Call Pasand Kate hai To Adsense Me Se Ek Call Aayega Isme Aapka Verify Number Kaha Jayega. Ise Yaad Rakh lijiye. MSG Chunte hai To Msg Aayega isame Ek Verify karne Ka Number Aayega. Ise Enter Karke Verify Karle.
- 11. Aapka Adsense Account Kis Content Ke Liye bana Rahe Hai ? Ise Select Kare.
- 12. Sabhi Me tik Kare, Taki Aapko Adsense Account Ki Sabhi Information Milti rahe.
- 13. End Me Submit My Application par click kare.
Wel Don !!! Aapka Adsense Account Ho Gaya Hai. Lekin Aapka Adsense Account Approval Hona Baki Hai. New Ad unit Pe Click karke Aap Adsense Code Pa Sakte Hai .Ise Aapko Apne Blog ya Website me Rakhna hai. Approval Mil Jata Hai Ya Nahi Milata hai Isaki Jankari Aapke Email me 2-7 Day me Aa Jayegi. Next Kya Kare ? Hamari Website Pe Visit karte Rahiye. Aapko Sabhi Help Mil Jayegi.
Adsense account account banana koi badi bat nahi hai. Adsense account banane se ham earning nahi kar sakate. Isake liye adsenes approval milana jaruri hai. Matlab Apka blog ya website adsense ko pasand aani chahiye. Adsense ki policy bahot strike hai.isake liye Aapko blog ya website me hard work karna padta hai. Jyada jankari ke liye ye padhe. :
- Adsense Apply Kab Kare Blog Approved Tips Hindi
- Blog Aur Website Ki Traffic Visitor Badhane Ki Tips Hindi Me Part 1
- Agar Aapka Blog Ya Website adsense Approvel Nahi Ho Raha hai To Aap Bidvertiser Me Account Banakar Bhi Online Kamai Kar Sakate Hai. Yahan Click Kare :
2 Comments
Are you looking to make cash from your websites using popup ads?
ReplyDeleteIn case you do, here is a list of the HIGHEST paying PopUnder/PopUp advertising networks:
1. PopAds
2. PopCash
3. Clickadu
4. AdFly - Using the Pop Ads Tool.
5. Ero Advertising
These are the most recommended and reputable PopUp/PopUnder advertising companies, these companies are paying millions to their publishers on a yearly basis, and you should only use these networks if you don't want to be worried about not being paid-out for your efforts.
Just register for a new account, confirm your e-mail address, log-in to your account and copy+paste your popup code to your website or blog.
In case you are interested in making money from your websites with popunder advertisments - you should embed one of the biggest companies: EroAdvertising.
ReplyDelete