Yadi aapki unique traffic Google analytics me 100 Page views he aur blogger stats me aapko 145 ya 150 page views najar aayega. Ab aape ye sochenge in me se perfect result kiska he? wordpress ka traffic stats me fasla kam hota he lekin blogger me to sidha 35% different dikhayi deta he. so dosto ye sabhi different jis wajah se hota he us wajah ko ham yahape charcha karenge. Anyway chaliye is bare me jante he.
- You may like: Blogger Par Free Blog Kaise Banaye-Hindi Me
Blogger stats VS Google Analytics which one is perfect
Blogger {Blogspot} me traffic stats jyada kyu dikhata he
Friends sabse pehle to aap to aap apni blogger admin panel open kijiye aur stats>overview me jakar manage the tracking of your own pageviews pe click kijye or don’t track my views for this blog pe click kijiye jissey hoga ye ki aap ka pageviews khud ke hi blog me count nahi hoga.
Aapke blog me jo page views jyada show hote he who sab real visitors nahi hote he. me aapko bata du ki Google bots aapke page ko crawl karne ke liye aapki site ko visit karta he to robots page views bhi count hote he. is wajah se aapke page views blogspot pe jyada dikhayi dete he.
Blogger Stats VS Wordpress(jetpack) VS Google Analytics which one is better
Friends ab me aapko bataunga ki blogspot stats aur wordpress stats and google analytics un me se sabse perfect result kaun deta he to mere javab google analytics he. jee ha google analytics se jyada perfect result aapko na wordpress ka jetpack stats de payega aur na hi blogspot stats. Blospot stats me crawler and google bots ke page views bhi count hote he. to blogger ke stats pe aap bharosa nahi kar sakte he lekin wordpress ka jetpack stats and Google analytics me different blogger ke muqabale kam hi hota he.
Aap Keywords and post ki jankari BlogSpot and jetpack me bhi dekh sakte he. Google analytics me aap real time traffic bhi dekh sakte he uske alava aur bhi country wise and language wise and aur bhi kayi tarah ke filter ka istemal karke aap Google analytics me traffic stats dekh sakte he. dosto ummed karte he ye post aapne dhyan se padhi hogi. Agar aapko esi hi dusri posts padhni he to hamari pichhli posts ko visit jarur kare aur agar aap esi hi janakariya miss nahi karna chahte he to hamara blog email se subscribe jarur kare jissey aapko regularly mail delivery prapt hoti rahegi.
You may also like:
- Google Se Paisa Kamane Ka Tarika Janiye Hindi Me
- Blog Ki Post Ko Chori Ya Copy Hone Se Kaise Bachaye In Hindi
Conclusion
To dosto aapne jana ki, Blogger stats VS Google Analytics Which one is perfect yadi aap iske bare me jyada jankari janna chahte he to aap comment ke jariye hamse charcha vicharna kar sakte he. yadi aap is post ko share karna chahenge to ye hamare liye bahut hi khushi ki bat hogi aur un logo ke liye bhi jo is jankari ke liye zuz rahe he so aap is post ko jyada se jyada share kar sakte he. post ko share karne ke liye aap facebook, whatsapp, twitter, instagram, linkedin, pinterest, tumblr, stumble open, medium, digg, Reddit and google plus ka istemal kar sakte he. dhanywaad aur Freehindihelp blog ko visit karte rahe aur nayi jankari prapt karte rahe. Good bye.
2 Comments
नये साल के शुभ अवसर पर आपको और सभी पाठको को नए साल की कोटि-कोटि शुभकामनायें और बधाईयां। Nice Post ..... Thank you so much!! :) :)
ReplyDeleteI see you don't monetize your page, don't waste your traffic,
ReplyDeleteyou can earn extra cash every month because you've got high quality content.
If you want to know how to make extra $$$, search for: Boorfe's tips best adsense alternative