Bidvertiser Account Banaye Aur Blog Website Me Ads Dale




Blog Aur Website Banakar sabhi Owner  Sochate Hai Ki Ab Blog se Online Earning Kaise Kare. Google Adsense Me Account Banate Hai, Lekin Adsense Approval Nahi Hota Hai. Blogger Ko Lagata Hai Ki Ab Ham Online Kamai Nahi Kar Payenge. Lekin Aisa Nahi Hai. adsense alternatives kai Publisher Website Hai Us Me Aap Account Banakar , Website Ko Monetize Karke  Kamai Kar Sakate Hai. Isame Approval Processes Bhi Easy Hota Hai.


Bidvertiser kaise Work Karta Hai ? 



  • Bidvertiser ka kam Adsense jaisa Hi Hai.

  • clicks and conversions Se Aap Earning Kar Sakate Hai.

  • Bidvertise monthly Pay Karta Hai.

  • Jab Aapke Account Me only $10Ho Jate Hai To Paise  PayPal Se Aapke Bank Account Me Transfer Ho Jate Hai. Isake Alava Payment Method Me Western Union – Minimum $100, Check – Minimum $100, Wire Transfer – Minimum $10 income Hone Par Payment Mil Jata Hai.

  • Ads Format Ko Aap Customize Kar Sakate hai,  layout Me Badlav Kar Sakate Hai.

  •  Bidvertise me reportings Daily Updates Hota Hai


Bidvertiser Me Account Kaise Banaye ? 


 Bidavertiser Me Publisher  Account Banana Aasan Hai. Aapko Ek Email, Mobile Number , website / Blog Ka Address Chahiye.

Step : 1. 


Sabse Pahle Ye Link Click Kare : Open Bidvertiser Publisher Account 



Step : 2 :


Bidvertiser Website Open Hogi . Ab " Join Now-Its FREE " Pe Click Kare
Ek Page/form Open Hoga Isame Aapko Sahi Details Add Karni Hai.

1. First Name Aur last Likhe.
2. Apna Mobile Number Dale.
3. Email Address Dale.
4. User name Pasand Kare Aur Likhe.
5. Password Pasand Kare Aur Dono Box Me Likhe.
6. Get Activation Code Pe Click Kare.

Ab Aapke Email Address Pe Ek Mail Aa Gaya Honga. Email Open Karke Isame Ek Code Hoga. ( Example : Your activation code is: 885245 )

7. Email Me Aaye Code Ko Likhe.
8. Term Of Servise Me Sabhi Ko √ ( Tic )  Kar De.
9. Continue Par Click Kare. ( Ab Ye Step Pura Hua )


Step : 3 : 


Ab Aapko Apni Website Ki Details Dalni Hai. Aap Bidvertiser Ke Home Me Jake  " Add new BidVertiser " Pe Click Karke Bhi ye Option Pa Sakate Hai. 

1. Bidvertiser Title Likhe. ( Koi Bhi Name Likh Sakate Hai )


2. Website Ka URL Dale. ( Yahan Aapko Website Ka Url " http://www.my site.com "Ke Sath Dalna Hai. Ab Blogspot.com, Ya Wordpress.com Wala Url Kam Nahi Karta Hai. Agar Aapke PAs Blog Hai To Use Top Lavel Domein Kharidana Padega. )
3. Language ( Bhasha ) Select Kare .
4. Website Ki Category Select Karni Hai.
5. Website Ki Sub Category Select Kare.
6. Finish Ke Botton Pe Click Kare.

Ab Aapka Account Raddy  Ho Gaya Hoga.
 (Agar Aapko Account Ko Mobile  Verification Ke Liye Kaha Jaye to Mobile Number Dale. Get Code Ke Click Kare. Aapke Mobile Me Code Aayega. Ise Likhe. )


Step : 4 :


Ads Code paye.


  Ab Website Pe rakhne Ke Liye Ads Ka  Code Chahiye. Aage Jo page Open Hoga Usime se Aap Ads Code Pa Sakenge.


Bidvertiser Se online Kise KamayeHindi Me Jane


 1.chhoose Template : Click kare Aur Apni Website Ke Hisab Se Ads Ki size Ko Chunke update Button Pe Click Kare.
2. Preferences  : Kis tarah Ki Ads Aap Dikhana Chahte Hai ,Ye Chune Aur Updates Ki Button Pe Click kare.
3. Last  Me Get Ad Code Ki Button Pe Click Kare. Naya Popup Windows Khulega. Isame Code Hoga. Ise Copy Kare.


Step : 5 :  


Ads Code Ko Blog Website Me Add Kare. 


ye Step To Aapke Liye Simple Hoga. Fir bhi Mai bata Deta Hu.

1. Blogger Deshboard Mese Layout Pe Jaye.
2. Jahan Aapko Ads rakhni Hai vah Ke Add a Gadget Pe Click Kare.
3. Gadget Ka List Khul Jayega. Isme Se  Pe Click Kare.
4. Bidvertiser Ads Ke Code Ko HTML/JavaScript HTML/JavaScript Me Past Kare. ( Title me Kuchh Na Likhe, )
5. Save Kare.
              Ab Aapke Blog ? website Me Bidvertiser Ki Ads Dikhai Degi. Aapke Visitor Is Ads Ko Dekhenge Aur Click Karege To Aapke Bidvertiser Account Me Paise Aane Lagenge.
Note : Maine Kai Blogger Aur Website Owner Dekhe Hai Jo Bidvertiser me Aapna Account Banane ke Bad Ek Do Din Me kahne lagate Hai. Bidvertiser Me Jyada paise nahi Aate. Lekin Mera Anubhav hai Ki bidvertiser me Jyad Earning Kuch Din Bad Suru Hota Hai. Jab Bidvertiser Apni Site / Blog Ke Content Ke Hisab Se Ads Dikhana Suru Kare.
maine bhi Bidvertiser Se Earning Kiya hai. Isaka Proof Ye raha.

BidVertiser Earning  proof :


Bidvertiser Earning Proof Yor Blog website


                last Me Aapko Aur ek Bat Bata Du . agar Aapne " Preferences " ke Option Me Jake " Display Mobile Catfish Ads ko On Rakha Hai To Mobile Me Adsense ( Google Admob )Ki Mobile Application Ads Jaisi Hi Bidvertiser Se Dikhai Degi. Aur Ye India Me Jyada Earning D

Post a Comment

3 Comments

  1. Are you looking to earn cash from your traffic using popup advertisments?

    In case you do, below is a list of the HIGHEST paying PopUnder/PopUp advertising networks:

    1. PopAds
    2. PopCash
    3. Clickadu
    4. AdFly - With the Pop Ads Tool.
    5. EroAdvertising

    These are the most reliable and reputable PopUp/PopUnder advertising companies, these companies are paying millions to their publishers on a yearly basis, and you should only use these networks if you don't want to worry about not being paid-out for your traffic.

    Just sign-up for a new account, confirm your e-mail address, login to your account and copy-paste your popup code to your website or blog.

    ReplyDelete
  2. Are you trying to earn cash from your websites or blogs by running popunder advertisments?
    If so, have you ever considered using PopCash?

    ReplyDelete
  3. Bidvetiser me daily ka earning kaise check kare

    ReplyDelete