Google Adsense Apply Karne Se Phele Jaruri Hai Ye Kaam | AdsenseApproval Tips

i Visitors, Pichle Post Me Blog Ko Kaise Banaya jaata hai Aur blog Se Earning Kis Tareeke Se Kar Sakte hai. Iske Baare Me Bataya hai. Blog Se Earning Karne Ka Ek Best Tareeka Google Adsense hai. High CPC Aur Auto Adjustment Ads Google Adsense ko Aur Bhi Best Banate hai. Par Google Adsense Approve Karwane Ke Liye Ek Blogger Ko Kitni Mehnat Karni Padti hai Ye Ek Blogger Hi Jaanta hai. Aur Jab Blogger Ke Liye adsense Disapproved Hone Par Jo Nirasha Hath Lagti hai Wo Blogging Ke Sapne Ko Bh byi Tod Sakti hai.
Mujse Kuch Newbie Bloggers Ne Pucha Ki Adsense approved nhi hota hai Kya Karu. To Ye Post Ese har Blogger Ke Liye Ek Jaruri hai. Jisse Padhkar Confidance aur Google-adsense Ka Approve Hona Possible Ho Jayega.
Google Adsense Apply Karne Se Phele Jaruri Hai Ye Kaam | Adsense Approval Tips
Adsens Approval Tips In Hindi
Google adsense apply Karne Se Phele Sochiye:
i Visitors, Pichle Post Me Blog Ko Kaise Banaya jaata hai Aur blog Se Earning Kis Tareeke Se Kar Sakte hai. Iske Baare Me Bataya hai. Blog Se Earning Karne Ka Ek Best Tareeka Google Adsense hai. High CPC Aur Auto Adjustment Ads Google Adsense ko Aur Bhi Best Banate hai. Par Google Adsense Approve Karwane Ke Liye Ek Blogger Ko Kitni Mehnat Karni Padti hai Ye Ek Blogger Hi Jaanta hai. Aur Jab Blogger Ke Liye adsense Disapproved Hone Par Jo Nirasha Hath Lagti hai Wo Blogging Ke Sapne Ko Bhi Tod Sakti hai.
Mujse Kuch Newbie Bloggers Ne Pucha Ki Adsense approved nhi hota hai Kya Karu. To Ye Post Ese har Blogger Ke Liye Ek Jaruri hai. Jisse Padhkar Confidance aur Google-adsense Ka Approve Hona Possible Ho Jayega.
Google Adsense Apply Karne Se Phele Jaruri Hai Ye Kaam | Adsense Approval Tips
Adsens Approval Tips In Hindi
Google adsense apply Karne Se Phele Sochiye:

Kya Me Google- adsense Ke Niyam Ke Anusar Chal rha hu.?
Kya Me Google-adsense Ki Sabhi Term And Condition Ko Follow Kar Rha Hu.?
Kya Mera Blog Ad-sense Ke Liye Taiyar hai. ?

Ese Bahut Se Sawal hai Jo Blogger Ko Sochne Jaruri hai. Google Adsense Se Sirf Paisa Kamana Ek Blogger Ka Target nhi hona Chahiye. Blogger Ka Target Blog Ko Highest Rank Aur Success Ke Liye Hona Jaruri hai.
Why Google adsense Rejected Application:

Google Adsense Application Ke Reject Hone Ke Bahut Se Karan Ho Sakte hai. Par Kuch Ese Topic Jo Apko Jaanne Jaruri hai Wo Yaha Par Me Share Kar Rha hu.

Site Content: Google Adsense Ke Liye Blog Ke Content Word Kaafi Mayne Rakhte hai. Site Content Ka Matlab Us Site Par Pornography , Gambling , Hacking , Jaise Koi Content Nhi Hone Chahiye. Google Adsense Ese Content accept nhi karta hai Aur adsense Approved Nhi Hota hai
Insufficient Content : Mene Aksar Dekha hai Ki Kuch Blogger Apni Post Par Ek Do Post Daal Dete hai Aur Google Adsense ke apply kar Dete hai. To Me Un Blogger Ko Bata Du Ki adsense Ke Liye Ye Insufficient Content Hote hai. Aur Ye Accept nhi hote hai Iske Liye Apko Content Likhte Rahne Chahiye. Insufficient content Ka Matlab Ki Apke Blog Par Utne Word Nhi hai Jitne Hone Chahiye
Contact us/ about us / Private Policy Page: Ek Blog Ko Professional Blog Ke Rup Me Dekhte ke Liye Ye Page Bhi Mayne Rakhte hai. Aur In Page Ke Na Hone Se Apka Adsense Account Approved Nhi Ho Payega, Ye Kuch Pages Ese hai Jo Apko Rakhna Bahut Jaruri hai.
Design of Blog: Apke Blog Ka Design Bhi Adsense approval ke Liye Mayne Rakhta hai. Design se Matlab word Quality, Background Brightness ,Font Brightness , Etc. To Apne Blog Ko Simple Rakhe. Simple Blog Ya Ek Accha Theme Jarur Upyog Me Le , Jisse Visitor Bhi Actractive Hote rahe. Esliye apko Blog Ke Design Par Dhyan Dena Jaruri hai.
Blog Rank: Blog Ki Rank Bhi Adsense ke Liye Bahut Jaruri hai. Blog Ka Alexa Rank Data Show Na hona ya Alexa Rank Kaafi Jyada hona Bhi Disapproved ka Kaaran ho sakta hai. Esliye Blogging Ke Sath Blog Ki Rank par Notice Karna bhi Jaruri hai.
Copy Content: Mene Bahut se Blogger Ke Post Par Copy Content Dekhe hai. Par Wo Unka Sabse Bada Disapproved Kaa Karan hai. Esliye apke Blog Par Khud Write karna Chahiye. Kisi Ka Copy Kiya hua Content Apka Adsense approved nhi hone Dega.
Blog Does Not according to Adsense Policies : Blog Ka adsense policy Ke according Nhi Hona Disapproved Ka Bada Karan hai. Google adsense ki Jitni Bhi Policy hai Un Sabhi Ko App Adsense site Par Pad Sakte hai
Yaha Hamne Jaana Ki Adsense Hmari Application Ko Kyu Rejected Karta hai. In Point Ko Padhkar App Samajh Gye Honge Ki Apka Adsense Agar Disapproved hua hai to Kis Karan Hua hai.
Jab Wajah Hath Lag Jaati hai To Us Wajah ko Sudhar Kar Adsense Ke Liye apply Kiya Jaa Sakta hai. Kya Me Google- adsense Ke Niyam Ke Anusar Chal rha hu.?

Jab Wajah Hath Lag Jaati hai To Us Wajah ko Sudhar Kar Adsense Ke Liye apply Kiya Jaa Sakta hai.

Adsense Apply Karne Se Phele App Ye Sabhi Point Ko Jaruri Padhiye

Things Do Before Apply For Adsense

  • Create About Us Page: Adsense Ke Liye apply Karne Se Phele Apko Apne Blog Par About Us Page bana Lena Chahiye, Jisme Apka/Author ke Baare Me Puri Detail Aur Blog Ka Purpose and Blog Ke Baare Me Kuch Likh Sakte hai.

  • Create Contact Us Page: Contact Us Ke Page Me apko Ek Contact Forum Add Karna Hota hai. Jisme Name , Email , And Message Etc. Ke Liye Forum hota hai Jisme Koi Bhi Visitor Apse Contact Karna Chahe to Contact Kar Sakta hai. Ye Ek Professional Blog Ke Liye Jaruri hai.

  • Create Private Policy Page: Apne Pages Me Ek Private Policy Page bhi Bana Lena Chahiye. Jisse Adsense Jaldy apply Ho Sake, Private Policy Me Blog se Sambhit Kuch Detail Hoti hai. Private Policy Ke Liye Internet Par Bahut Se Website availabe hai

  • Mininum Post: Blog Me Insufficient Content Ke Karna hone Wale disapproved Se bachne ke Liye Apko Apne Blog Par Minimum Post Rakhne Chahiye. Mininum Post Se Matlab Koi Nishchit Number Se Nhi hai. Google adsense Ki Taraf se Koi Ek Clear nhi hai ki Minimum Kitne Post Hona Jarui hai. Par Mere Anusar App Kam Se Kam 40-50+ Post Jarur Rakhiye

  • Content Type: Mene Apko Uper Bataya Ki Blog Me Koi Bhi Pornography, Gambling , Etc Se Related Kuch Bhi Nhi Hona Chahiye. Ye disapproved hone ke Karan hai. Esliye Koi  Bhi Esa Content hai to Please Apne Blog se Remove Kar Dijiye: Aur Ek Post Ke Liye Content Word 300+ Hone Jaruri hai.

  • Age Verify: Google account Me Apko Apni Umar Sahi Daalni Chahiye. Galat Information Apka account disapproved Kar Sakti hai. Apko Me Bata Du Google Adsense Ke Liye App 18 Year Old Hone Jaruri hai. Esliye Apko Ye Point Bhi Dhyan Me Rakhna Chahiye.

  • Top Level Domain: Bahut se Blogger Apni Shuruaat Blogspot.com and Wordpress.com Jaise Subdomain Se Karte hai Par Phele adsense Subdomain ke Liye jaldy approved Ho Jaaya Karta tha. Par Kaafi Samasya Ka Samna Karna Padta hai. Esliye Me apko Ek Top Level Domain Ke Liye Suggest Karunga Jisse Apka Adsense Jaldy se Approved ho Payega. Top Level Adsense Ke Liye apko Jyada Paise Kharch Karne Ki Jarurat Nhi hai. Ajj-kal Rs.99/- Me top Level Domain Available Ho Jaata hai.

  • Visitor Value: Agar App Blogger hai to apko apne visitors ki Respect Karni hogi. respect Se matlab Instant Reply, Instant Help , Aur Apke Visitor Ke Sabdo ko Samajhna hoga. Jisse apke Blog Ki Ranking Bhi Shudharti hai Aur Ese Blog Ko Google Se support Bhi Milta hai.

  • Paid Traffic: Blog Par Paid Traffic Ka Hone Se Google adsense Reject Hota hai. adsense Ese Blogs Ko Pasand Nhi Karta jisme traffic Kharida jaata hai. Google , bind ya Other Search Dwara Traffic se Adsense approved ho jaata hai. Par Paid Traffic ka Upyog Kabhi nhi Karna Chahiye:

  • Other Ads Service: Jab App Google adsense Ke Liye Apply Karne Jaa Rhe ho To Usse Phele Apko Apne Blog Par Other Ads Hata Lene Chahiye. Kyu Ki Google adsense Ese Blog Ko Reject Kar Sakta hai. Other Ads Service se Matlab chitika, bidvertiser , Revenuehits. Etc Ke Ads Se hai.

Ye Kuch Tips And Tricks hai Jo Apko Google adsense Me Bahut Madad Karenge.
Umeed Karunga Ki Ye Post Apko Bahut accha laga hoga. Aur App Ise Share Bhi Karenge. Jisse Kisi Ko Help Mil Sake.
Agar Apka Adsense Approved Nhi Ho Paa Rha hai To Personal Help Le Sakte hai.

Post a Comment

2 Comments

  1. Are you looking to make cash from your websites/blogs via popunder ads?

    In case you do, below is a list of the highest paying PopUp/PopUnder advertising networks:

    1. PopAds
    2. PopCash
    3. Clickadu
    4. AdFly - Via Pop Ads tool.
    5. EroAdvertising

    These are the most recommended and reputable PopUnder/PopUp advertising networks, these networks pay-out millions to their publishers on a yearly basis, and you should use only these networks if you don't want to worry about not being paid-out for your efforts.

    Just register for a new account, confirm your e-mail address, login to your account and copy+paste your popup code to your website or blog.

    ReplyDelete